Emotion:-

Emotion kya hota h vo aaj pata chala jub koi jata yesa lagta h jaise apna saas aur dil nikal jata h. Isliye sub se ek baat kahuengi ek din jana sub ko h lekin sub ek dusre ko itna pyaar do ki vo chala jaye lekin uska ehsaas hi kafi ho hum sub ko yaad karne mai.

Isliye jindigi mai yesa kaam karo ki tum itna acha kaam karke jao ki kabhi kisi k saath bura kardo galti se vo achayi k age log bhul jayenge.

Leave a Comment